Ye Tune Kya Kiya Lyrics from the movie
Once Upon A Time In Mumbaai Again/2 starting with Qawwali tune and music given by
Pritam is fabulous. This track is sung by
Javed Bashir and lyrics written by
Rajat Arora. The song features
Akshay Kumar,
Imran Khan and
Sonakshi Sinha. If noticed the song has beautiful Urdu words. Get complete lyrics below.
Singer: Javed Bashir
Music: Pritam
Lyricist: Rajat Arora
StarCast: Akshay Kumar, Imran Khan and Sonakshi Sinha
Music on: T-Series
Ye Tune Kya Kiya Lyrics
Ishq Wo Bala HaiIshq Wo Bala HaiJisko Chuaa Isne Wo Jala HaiDilse Hota Hai ShuruDilse Hota Hai ShuruPar Kamabkht Sar Pe Chada HaiKabhi Khud Se, Kabhi Khuda Se, Kabhi Zamane Se Lada HaiItna Hua Badnam Phir Bhi Har Zubaan Pe Adaa HaiIshq Kiii....Saazishein....
Ishq Kiii....Baaziyaan.....
Haara Baat....Khel Ke....
Do Dilonnnn....Ka Juaaa..
Kyun Tune Meri Fursat Ki
Kyun Dil Mein Itni Harkat Ki
Ishaq Mein Itni Barkat Ki
Ye Tune Kya Kiya
Phiroon Ab Maara Maara Mein
Yaad Se Bichda Taara Mein
Dil Se Itna Kyun Haara Mein
Ye Tune Kya Kiya
Saari Duniya Se Jeet Ke Mein
Aaya Hoon Idhar
Tere Aage Hi Mein Haara Kiya
Tune Kya Asar
Mein Dil Ka Raaz Kehta Hoon
Ke Jab Jab Saansein Leta Hoon
Tera Hi Naam Leta Hoon
Ye Tune Kya Kiya...
(Old OUATIM Songs Tune Playing)
Meri Baahon Ko Teri Saanson
Ki Jo Aadatein Lagi Hai Waisi
Jee Leta Hoon Ab Mein Thodaa...
Mere Dil Ki Reth Pe Aankho Ki
Jo Pade Parchaayi Teri
Pee Leta Hoon Tab Mein Thoda
Jaane Kaun Hai Tu Meri
Mein Na Janun Ye Magar
Jahan Jaun Mein Karun Mein
Wahan Tera Hi Zikar
Mujhe Tu Raaz Hi Lagti Hai
Jeeti Hui Baazi Lagti Hai
Tabiyath Taazi Lagti Hai
Ye Tune Kya Kiya
Mein Dil Ka Raaz Kehta Hoon
Ke Jab Jab Saansein Leta Hoon
Tera Hi Naam Leta Hoon
Ye Tune Kya Kiya
Dil Karta Hai Teri Baatein Sunoon
Saude Mein Adhoore Chunoon
Muft Ka Hua Ye Fayda..
Kyun Khudko Mein Barbaad Karun
Fanna Hoke Tujhse Miloon
Ishq Ka Azab Hai Kayda
Teri Rahon Se To Guzri Hai Meri Dagar
Mein Bhi Aage Badh Gaya Hoon Hoke Thoda Befikar
Kaho To Kis Se Marzi Loon
Kaho To Kisko Arzi Doon
Hasta Ab Thoda Farzi Hoon
Ye Tune Kya Kiya
Mein Dil Ka Raaz Kehta Hoon
Ke Jab Jab Saansein Leta Hoon
Tera Hi Naam Leta Hoon
Ye Tune Kya Kiya
Ke Tune Meri Fursat Ki
Ke Dilne Itni Harkat Ki
Ke Ishaq Ne Ithni Barkat Ki
Ye Tune Kya Kiya
Phiroon Ab Maara Maara Mein
Yaad Se Bichda Taara Mein
Dil Se Itna Kyun Haara Mein
Ye Tune Kya Kiya
Ishq Kiii....Saazishein....
Ishq Kiii....Baaziyaan.....
Haara Baat....Khel Ke....
Do Dilonnnn....Ka Juaaa..